Wednesday, July 2, 2008

tum…. lot aao na….


suno, tum lot aao na..
wo dekho chand nikla hai, sitary jagmgaey hain..
hamari muntazir ankhain, duayen mangti ankhain..
tumhe hi sochti ankhain, tumhe hi dhondti ankhain..
tumhe wapis bulati hain..
ye dil jab b dharkta hai, tumhara naam leta hai..
ye ansoo jab b behty hain, tumhary dukh main behty hain..
k barish jab b hoti hai, tumhe hi yaad krty [...]

suno, tum lot aao na..


wo dekho chand nikla hai, sitary jagmgaey hain..


hamari muntazir ankhain, duayen mangti ankhain..


tumhe hi sochti ankhain, tumhe hi dhondti ankhain..


tumhe wapis bulati hain..


ye dil jab b dharkta hai, tumhara naam leta hai..


ye ansoo jab b behty hain, tumhary dukh main behty hain..


k barish jab b hoti hai, tumhe hi yaad krty hain..


khushi koi jo aye b, tumhary bin adhori hai..


suno tum lot aao na…..


wo dekho chand nikla hai…..!


cool mind……+923334263108




No comments: