ab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon
Tum Yaad Aatey Ho…..
Jab Kabhi Subha Ki Pehli Kiran Dekhon
To Tumhari Muskurahat Yaad Aati Hai….
Jab Kabhi Souraj Ko Dhalta Dekhon
To Tumharey Gham Yaad Aatey Hain…
Jab Kabhi Parindon Ki Chechahat sunoo
To Tumhari Madham Madhosh Awaz Sunai Day
Jab Kabhi Gulab Ko Khilta Dekhon
To Tumharey Labb Yaad aaye……
Jab Kabhi Barstey Badal dekhon
To Tumhari [...]
ab Kabhi Choudhwen Ka Chand Dekhon
Tum Yaad Aatey Ho…..
Jab Kabhi Subha Ki Pehli Kiran Dekhon
To Tumhari Muskurahat Yaad Aati Hai….
Jab Kabhi Souraj Ko Dhalta Dekhon
To Tumharey Gham Yaad Aatey Hain…
Jab Kabhi Parindon Ki Chechahat sunoo
To Tumhari Madham Madhosh Awaz Sunai Day
Jab Kabhi Gulab Ko Khilta Dekhon
To Tumharey Labb Yaad aaye……
Jab Kabhi Barstey Badal dekhon
To Tumhari Yaad Main Doobi…Woh Shaam Yaad aaye
Jab Kabhi Ghazal Main Tumhara Tazkara Karon
To Tumharey Khushboo Main Bassey Khat Yaad aaye
Jab Kabhi Barish Main Moti Ki Manind Chamkti Boond Ko dekhon
To Tumhari piyasi Ankhin Yaad Aaye
Jab Kabhi Andheri Raat Main Chamktey Sitaron Ko Dekhon
To Tumhari Nazroon Ki Shirarat Yaad Aaye
Sameer
0300 2711 588
0333 9968 674
(~ Tµm ßîñ ~)

No comments:
Post a Comment