baarishon ka mausam hai
rooh ki fizaaon main
ghumzada hawayen hain
baysabab udaasai hai
iss ajeeb mausam main
bayqaraar raaton main
bayshumaar baatain hain
unnginnat afsaanay hain
jo bohat khaamoshi se
dil pay sehtay phirtay hain
aur ba-amar majboori
sab se kehtay phirtay hain
aaj mausam acha hai
aaj hum bohat khush hain………
Sameer
0300 2711 588
0333 9968 674
baarishon ka mausam hai
rooh ki fizaaon main
ghumzada hawayen hain
baysabab udaasai hai
iss ajeeb mausam main
bayqaraar raaton main
bayshumaar baatain hain
unnginnat afsaanay hain
jo bohat khaamoshi se
dil pay sehtay phirtay hain
aur ba-amar majboori
sab se kehtay phirtay hain
aaj mausam acha hai
aaj hum bohat khush hain………
Sameer
0300 2711 588
0333 9968 674

No comments:
Post a Comment