Wednesday, November 5, 2008

Main nay masoom


Main nay masoom bahaaroon me tumhay daikha hai
Main nay Pur Noor sitaaroo me tumhay daikha hai
Mere mahboob teri Pardaa nasheeni Ki Kasam
Main nay Ashkon ki Qataroon Me tumhay daikha hai
Sameer
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
========
Tera rang hai salona
Tere ang main lachak hai
Teri baat main hai jado
Terey bool main khanak hai
Teri har ada mohabbat
Tu zameen [...]

Main nay masoom bahaaroon me tumhay daikha hai

Main nay Pur Noor sitaaroo me tumhay daikha hai

Mere mahboob teri Pardaa nasheeni Ki Kasam

Main nay Ashkon ki Qataroon Me tumhay daikha hai

Sameer

+92 300 2711 588

~ Tum Bin ~


========


Tera rang hai salona

Tere ang main lachak hai

Teri baat main hai jado

Terey bool main khanak hai

Teri har ada mohabbat

Tu zameen ki dhanak hai

Sameer

+92 300 2711 588

~ Tum Bin ~


==========


Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi,

Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi,

Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi,

Boht piyar se sath apne mujhe bithata hai koi………

Sameer

+92 300 2711 588

~ Tum Bin ~


==========


Bahki bahki ye adain ye jawani tauba

Mast nazroo main hai ulfat ki kahani tauba

Aa meri jan-e-tamanna tera singhar karo

ji mai ata hai ke ji bhar ke tujhe pyar karo


Sameer

+92 300 2711 588

~ Tum Bin ~





No comments: